Hadees Shareef SMS – Best Messages, Wishes, Greetings & Quotes

Express your feeling with Hadees SMS, find variety of best Hadees SMS and quality messages, wishes, hundred of sms & quotes in English & Urdu.

HADEES”Momin na Taanadete hai,Na Laanat Karta hai,Na bad kalami karta haior na he be Heya hota hai,

Always pray to have:Eyes that see the best;A mind that forgets the bad;A heart that forgives the worst;A soul that never loses faith!

Jo shakhs apny (Musalman) bhai k kam ata rehta hay Allah usky kam main (madad karta) rehta hay ..

Rozadaar Ka Sona Ibadat Aur Us Ki Khamoshi Tasbeeh KarnaAur Us Ki Dua Qabool Aur Us Ka Ammal Maqbool Hota Hai.

Prayer Changes ThingsWorry Changes NothingSo, Instead Of Worrying AboutWhat You Can Do, Just Pray and Think Of WhatGOD Can Do For You.

O God, when I lose hope because my plans have come to nothing…Then help me to remember that,Your Love is always greater than my disappointments,& Your Plans for my life are always better than my dreams..”

ALLAH Says:Try to Walk on My Way,I’ll make all the ways easy for you.Try to Spend your wealth on My Way,I’ll open Oceans of Treasure for you.

hamare nabi ne farmaya:kayamat tab tak nahi aayegi jab tak, har ek momin ka iman nahi dagmagaye ga.

The beautiful word is ALLAH,The beautiful word is ALLAH,Most beautiful song is AZAN,Best exercise is NAMAZ,World perfect book is QURAN,And You are so lucky if YOU are a MUSALMAN.

Tum Me Se 1 Shakhs Gunah Karta HaiAur Is Ka Gunah Nama Amaal Me Likh Dia Jata Hai,Phr Wo Toba-o-Astaghfar KrtaTo ALLAH TA’ALA use Muaf Kar Deta Hai!Aap(S.A.W.W)Ne Yeh Irshad 2 Bar Frmaya,Phr Frmaya K Jub Tak Tum Toba-o-Astaghfar Se Na UktaoTo ALLAH TA’ALA Muaf Karne Se Nahi Uktata.” Tibrani

Hazrat Abu Huraira (R.A) se Riwayat hai KRasool-e-Akram (S.A.W.W) ne Farmaya,1 Dinaar Woh Hai Jo Tu ne ALLAH ki Raah mein Kharch Kar DiyaAur1 Dinaar Woh Hai Jo Tu Ne Ghulaam Aazad Karne mein Sarf KiyaAur1 Dinaar Woh Hai Jo Tu ne Miskeen par Sadqa KiyaAur1 Dinaar Woh Hai Jo Tu Ne Apne Ehl-o-Ayaal par Sarf kiya.In Mein Sab se Zyada Bayis-e-Ajr-o-Sawaab Woh HaiJo tu ne Apne Ehl-o-Ayaal par Sarf Kiya. {Muslim Sharif}

Aik shaks na hazrat Ali A.S sa pouchaKa bhai Aur dost ma kiya faraq haTo Hazart Ali A.S na kaha bhai Sona haAur dost heera to us shaks na dubaraPoucha ka sona Aur heera ma kiya faraqHa to Hazrat Ali A.S na kaha Sona toot karPhir joor sakta ha magar heera toot ka phir kabhi joor nahi saktaHazrat Ali A.S

Kabhi apni zuban se kisi Ki Aaib bayan na karo”Q K”Aaib tum mein bhi hain or zuban logon ki bhi hai.Hazrat Ali

Dunya tumhain us waqat taknahi hra skti jb tak tumkhud sy na haar jao.(Hazrat Ali r.a)

Hadith :Narrated Hazrat Abu Hurraira(R.A)Allah’s Messenger (S.A.W)Said“When There Is A Pain Or Injury Or IllnessOr Sorrow Or Even A Worry To A Believer,Thus His Sins Are Erased”[ Muslim, Hadith 6568 ]

اسلام عليكمالله کی عطاؤں پر الحمداللهاور اپنی خطاؤں پر استغفرالله کہناالله كو بہت پسند ہےالله آپ کو تا حیات تندرست ، سلامت اور شاد وآباد رکهےAmeen

Jb Allah Pak chahta hy kisi Bande se Dosti kry,To uski Zuban pr Apne ZikarAurDil pr Apni Fikr k Darwazy khol deta hy…Asalam o Alikum,Stay Blessed….. ..

TUMHARA RABJIS CHEEZ KO TUMHARY KAREEB KR DY OS MN HIKMAT TALASH KROOR JIS CHEEZ KO TUM SY DOOR KR DY OS PY SABR IKHTIYAR KRO..

Insan ke tamam pareshaniyanDou baaton ke waja se hai-Taqdeer sae zayda chahta hai-Waqt sae pehly chahta haiHazrat Ali

Quran Pak Ka irshad Hai..”Jo Log Allah Ki Raah MeKharch Kerty Hen Khushi Me Aur Gham Me,,Aur JoGhusse Ko Pi Jaty Hen AurDusron k Qusoor Maaf Ker Dete Hen,,Aise Naik LogAllah Ko Bohat Pasand Hen..”Surah: Al-ImranAyat: 134

Nabi (s.a.w) said: Fahesh Goi jis Cheez mein Hoti HaiUsko Aebdaar karti hai,Aur Haya jis Cheez mein Hoti HaiUsko Zeenat Deti Hai. Tirmizi

Mafhoom-e-Hadees..”Tumhara Rab Bohat Haya WalaAur Kareem Hai.Allah Ko Is Baat SeHaya Aati Hai KUska Banda Uske SamnyApny Dono Hath Phelaye,Phir Wo Usko Khali Hath Lota De..”(Ibne Maja)Hadees# 3866Raavi; Hazrat Salman Razi Allah AnhoDua Zarur Mangen..

Jo tumhain khushi mein yad aaiy, samjho tum us se muhabbat kartey ho or jo tumhain gham mein yad aaiy to samjho woh tum se muhabbat kerta hay.(Hazrat Ali)

Agar duniya behtreen jagah hote toyahan koi rota howa paida na hotaHazart Ali (A.S)

Rasool(Sallallahu-Alehy-Wasallam)Ka Irshad Pak Hai k Jis neMere Tariqa-e-Hayat ko Pasand Kiya Aur Apnaya,Is ne Waqai Mujh se Mohabbat ki..Aur Jis ne Bhi Mujh se Mohabbat ki,Wo Mere Sath Jannat me Jayega..!

kabi kesi ko apne safai mat do kyunke jo aapp se pyar karta he esko zarorat nahi aur jo nafrat karta he wo kabi yaqeen nahi kare ga (hazart Ali)

Mafhoom-e-Hadees:”Admi Apny Achy Akhlaaq Ki Waja SeUn Logon Ka Martaba Pa Leta HaiJoRaton Ko Ibadat Kerty Hen AurDin Ko Rozay Rakhty Hen..”(Mustadrak Hakim,H# 198)

Agar duniya behtreen jagah hote toyahan koi rota howa paida na hotaHazart Ali (A.S)

Zulm Karne Walon Ko Kartooton Se Allah Taala Ko Ghafil Na Samjho.Woh To Unhain Us Din Tak Mohlat Diye Huye Hain.Jis Din Aankhen Phati Ki Phati Reh Jaengi. (Surah Ibrahim, Ayat:24)

Whoever goes to Fortune-tellerand asks him something,his prayer will not be accepted for 40 days(Sahih Muslim: 58:21)

Insan ke tamam pareshaniyanDou baaton ke waja se hai-Taqdeer sae zayda chahta hai-Waqt sae pehly chahta haiHazrat Ali

Piyare Nabi(S.A.W) Ny Fermaya:”Tum Log Ek Dusray Ko Tohfa Dete Raha Kero”Ek Sahabi(R.A) Ny Pucha:”Ya Rasool(S.A.W) Agar Kisi K Paas Tohfa Na Ho To..?”Aap (S.A.W) Ny Fermaya:”Kiya Tum Kisi Ko Apni Muskurahat Bhi Nahi De Sakty..”

Insan ke tamam pareshaniyanDou baaton ke waja se hai-Taqdeer sae zayda chahta hai-Waqt sae pehly chahta haiHazrat Ali

“Apni Sochon ko Pani k Qatron se Zayada Shafaf Rakho,,Q K,,,Jis Tarha Qatron se Darya Banta haiTheek Usi Tarha Sochon se,EMAAN Banta hai..”HAZART ALI (R.A)

Whoever goes to Fortune-tellerand asks him something,his prayer will not be accepted for 40 days(Sahih Muslim: 58:21)

Jab tumhen khushiyaan milne lagen to 3 cheezon ko kabhi na bhulana.1. Allah ko2. Uski Makhloq ko3. Apni Asliyet ko

Farishtey Us Musalman Par Tajjub Karte HAI,Jo Musalman Ke Pas Se Guzarta HaiMagar Usey SALAM Nahi Karta(Sahih Muslim)..

Nabi (s.a.w) Said: Musalmano! Apne Hukumranon ko Bura na kaho,Aur Allah se unki bhalai ki Dua manga karo,Kyu k unki bhalai mei tumhari bhalai hai. Tibrani

Ta’ajjub Hai:KHUDA Apni Itni Sari Makhlooq Me Se BhiMeri Choti Se Choti Zaroorat Nhi Bhoolta.OrKHUDA To Ek Hi He,Phir Bhi HUM Use Bhool Jate Hain.

1 Choti Si MisaalAap Imtehan Dene GeyAapko 1 Sawal k Jawab Mai ye Likhna Pare”Me Karachi Mai Rehta Hon” Aur Aap Jawab Likhen. ( M.K.M.R.H )Kya Examinar Ise Qabol Kar k Aapko Pass kar Dega?Ab jo “Sallallaho Alehi Waalehi Wasallam” k bajae ( S.A.W.S ) Likhte hoKya Wo mutma’in Ho K Unka Drood Pak Qabol Hojaega.

**Hadis e Pak** Jis nay Meri Sunnat say mohabat ki us nay Mujh say mohabat ki or jis nay Mujh say mohabat ki wo Jannat main Mere sath hoga (IBNE ASAKIR V9 P343)

**Hadis e Pak** ” Jo shakhs apny (Musalman) bhai k kam ata rehta hay Allah usky kam main (madad karta) rehta hay ” (BUKHARI V2 P862 )

Leave a Comment